Ans- University Indian Students aur International Students, Sabke Liye Open Hai.
Q- Kya Har Course Ki Fees Lagti Hai Ya Courses Free Bhi Hain?
Posted on by feduraluniversity
Ans- Courses Ki Registration Fees Lagti Hai. Albatta Kuch Courses (Tajweed/Risalatul Huqooq) Free Hain.
Q- Class Ke Liye Urdu Padhna aur Likhna Shart Hai?
Posted on by feduraluniversity
Ans- Agar Sirf Ap Thodi Bahot Urdu Zabaan Padhna Jante Hain To Kaafi Hai, Albatta Kuch Courses Ke Liye Urdu Ki Bhi Shart Nahi Hai.
Q- Admission Ke Liye Kisi Madrase Ya College Ka Certificate Bhi Jama Karna Hoga?
Posted on by feduraluniversity
Ans- Admission Ke Liye Kisi Khas Marksheet Ya Certificate Ki Zaroorat Nahi Hai, Albatta Kuch Khaas Advance Level Courses Hain Jinke Liye Apse Inka Mu
Q- Admission Ke Liye Kya Age Ya Gender | Umr Ya Sinf Ki Qaid Hai?
Posted on by feduraluniversity
Ans- Admission Ke Liye Apki Umr | Age 16 Years Ya Usse Zyada Hona Zaroori Hai. Lekin Gender | Sinf Ki Koi Shart Nahi (Male/Female) Koi Bhi Admission
Q- Classes Live Hoti Hain Ya Videos Se Padhaya Jata Hai?
Posted on by feduraluniversity
Ans- Classes Live Interactive Hoti Hain. Yaani Ustad Apki Class Me Baraahe Rast Padhate Hain Aur Daurane Class Ap Sab Unse Sawal o Jawab Kar Sakte Ha
Q- Admission Ka Kya Process Hai?
Posted on by feduraluniversity
Ans- Website par 'Admissions' page pen kijie, form fill kijie. Aapko hamari team ki taraf se confirmation call ki jaegi aur apka admission ho jaega.
Q- Classes Kis Time Par Hoti Hain?
Posted on by feduraluniversity
Ans- Tamam Classes Indian Time Ke Mutabiq Evening 3PM Se Start Hoti Hain Aur Har Ek Ghante Me Ek Subject Ki Class Hoti Hai, Last Class Rat 9PM Baje Ho
Q- Kya Course Ke Last Me Exams Bhi Hote Hain?
Posted on by feduraluniversity
Ans- Course Khatm Hone Ke Baad Apka Exam (Oral + Written) Hota Hai, Jiske Bad Apko Results Aur MarkSheets Bhi Diye Jate Hain.