Ans- Agar Kisi Maqool Wajah Se Apko Chhutti (Leave) Chahiye Ho To Apko Ek Application Likhni Hogi Jisme Ap Absent Hone Ki Wajh Bayan Karenge. Applica
Q- Special Classes Kya Hain?
Posted on by feduraluniversity
Ans- Wo Classes Jo Saturday & Sunday Ke Din Conduct Hoti Hain Unhe Special Classes Kaha Jata hai.
Tajweed | Risaalatul Huqooq | Extra Classes
Q- Class Daily Hoti Hai?
Posted on by feduraluniversity
Ans- Classes Normally Monday to Friday Hoti Hain. Sirf Special Classes Saturday & Sunday Ko Conduct Hoti Hain.
Q- Kya Fees Pahle Jama Hogi?
Posted on by feduraluniversity
Ans- Admission Hasil Karne Ke Bad Apko 3-Days Ki Trial Classes Di Jaengi, Jiske Baad Ki Classes Ke Liye Apko Fee Submit Karni Hogi.
Q- Fees Kaise Submit Hoti Hai?
Posted on by feduraluniversity
Ans- Fees Jama Karne Ke Do Tareeqe Hain (Online | Offline)
Offline (Bank Transfer / Cheque]
Online [PayTM, PhonePe, PayU Money, PayPal, Interne
Q- Certificate Kaise Hasil Hoga?
Posted on by feduraluniversity
Ans- Indian Students Ko Certificate Ki Hard Copy Post Ke Zariye Se Bheji Jaegi. International Students Ko Certificate Ki Soft Copy Send Ki Jaegi.
Q- Kya Classes Sirf Indian Students Ke Liye Hain?
Posted on by feduraluniversity
Ans- University Indian Students aur International Students, Sabke Liye Open Hai.
Q- Kya Har Course Ki Fees Lagti Hai Ya Courses Free Bhi Hain?
Posted on by feduraluniversity
Ans- Courses Ki Registration Fees Lagti Hai. Albatta Kuch Courses (Tajweed/Risalatul Huqooq) Free Hain.
Q- Class Ke Liye Urdu Padhna aur Likhna Shart Hai?
Posted on by feduraluniversity
Ans- Agar Sirf Ap Thodi Bahot Urdu Zabaan Padhna Jante Hain To Kaafi Hai, Albatta Kuch Courses Ke Liye Urdu Ki Bhi Shart Nahi Hai.
Q- Admission Ke Liye Kisi Madrase Ya College Ka Certificate Bhi Jama Karna Hoga?
Posted on by feduraluniversity
Ans- Admission Ke Liye Kisi Khas Marksheet Ya Certificate Ki Zaroorat Nahi Hai, Albatta Kuch Khaas Advance Level Courses Hain Jinke Liye Apse Inka Mu